![]() |
~~ Aaj main nikla tha ghar se ~~
Aaaj kerne the mujhe us yaar se raz-o-niyaaz Aaaj yakja ho gaye the dil main mere soz-o-saaz Aaaj the kehne mujhe jo bhi the mere dil main raaz Per raqeeboon ne sanam se ker liye kuch saaz baaz aur ye tasweer jazboon ki adhori reh gai Istarah tabeer khaboon ki adhori reh gaye Aaj main nikla tha ghar se dhondne us ka pata Soochta tha mil ke koh doon jo ho kehne bermala Per meri taqdeer ne mujh se bara dhoka kiya yaar ke ghar per raqeeboon ka laga tha jhamghata aur ye tasweer jazboon ki adhori reh gai Istarah tabeer khaboon ki adhori reh gaye Raat thi taroon bhari aur her taraf thi chandni Har taraf bajne lagi the chahtoon ki raagni par gai mujh ko mager dil ki khuahish maarni Aaa gae jo sir pe biwi ur gae wo moorni aur ye tasweer jazboon ki adhori reh gai istarah taabir khaboon ki adhori reh gae... |
nice....
|
lolz
|
nice lolz
|
niceeeeeeeeeeeeeeeeeeee.
|
Quote:
|
Quote:
|
Quote:
|
Quote:
|
nice
|
All times are GMT +5. The time now is 03:37 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.