![]() |
Wo pyar yun karta hai sanbhaLny nahi deta
Wo pyar yun karta hai sanbhaLny nahi deta, Phir dukh k samandar mein ubharny nahi deta. Us ki jafa b mashHoor hai wafa k saath, Wo dard to deta hai par ronay nahi deta. Karta hai waar marham ko khanjar pe Laga k, Wo zakham to deta hai par marnay nahi deta. Jo torrta hai diL to aansu b bahata hai, barbaad to karta hai par ujarrny nahi deta. Mehboob miLa hai hum ko ajeeb sa Wo aag to Lagata hai par jaLnay nahi deta...! |
Re: Wo pyar yun karta hai sanbhaLny nahi deta
nice ....
|
Re: Wo pyar yun karta hai sanbhaLny nahi deta
nIce...
|
Re: Wo pyar yun karta hai sanbhaLny nahi deta
Thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 06:26 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.