![]() |
kabhi royaa nahin
Gham ki baarish ne bhi tere naqsh ko dhoyaa nahin
tune mujh ko kho diya maine tujhe khoya nahin neend ka halka gulabi sa Khumaar aankhon mein tha yun laga jaise vo shab ko der tak soya nahin har taraf deewar-o-dar aur un mein aankhon ka hujum kah sake jo dil ki haalat vo lab-e-goya nahin jurm aadam ne kiya aur nasl-e-aadam ko saza kaat raha hun zindagi bhar maine jo boya nahin janta hun ek aise shakhs ko main bhi Janab Gam se patthar ho gaya lekin kabhi royaa nahin |
wah wah v good
|
nice....
|
good
|
thanx all
|
very nice
|
All times are GMT +5. The time now is 04:12 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.