![]() |
Mujhe azmane wale
Mujhay Aazmanay Walay
meri dastan-e-hasrat wo suna suna k roye…. mere aazmane wale mujhe aazma k roye….. jo sunaai anjuman main darde-e-gham ki aap biti…. kuch ro k muskuraye kuch muskura k roye…….. teri kuch adaon pe.. kuch teri bewafaiyon pe….. kabhi muh chupa k roye kabhi sar jhuka k roye… mai hun bewatan musafir mera naam bekasi hai.. mera koi bhi nahi jo mujhe gale laga k roye……. mere paas se guzar kar mera haal tak na poocha…. mai ye kaisa maan lu k woh door jaa k roye…. meri dastan-e-hasrat wo suna suna k roye…. mere aazmane wale mujhe aazma k roye….. chahat to thi ke teri mohabat ki duniya basayange magar teri mohabat me duniya luta ke roye na ho ehasas jamane ko mere dard ka isliye dard apana khud se bhi chupa ke roye teri aankho se kahi aansu ka koi katra na bah jaaye, tere saamne muskuraye, tere peeche jaa k roye, teri judaai ka gham ab had se paar ho gaya hai, ye sach zamane ko ham bata bata k roye, |
Re: Mujhe azmane wale
nice :yeah:
|
Re: Mujhe azmane wale
:bu:...
|
Re: Mujhe azmane wale
Ap ne thread galat Section mein Post kia Hai
|
Re: Mujhe azmane wale
Nice ..
|
Re: Mujhe azmane wale
Very NIcd...
|
Re: Mujhe azmane wale
nicccce
|
Re: Mujhe azmane wale
Niceee :)
|
Re: Mujhe azmane wale
Zeni yeh rona dhon ahe aakhir kion .. kOi hasne hassane wali poetry b share kroo na :P
|
Re: Mujhe azmane wale
Dil yaaaar main rone ki shokin hon, haha, thank you awryone
|
All times are GMT +5. The time now is 03:51 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.