![]() |
Nazar bujhi to karishmy bhi roz o shab ke gayee
Nazar bujhi tu karishmey bhi roz-o-shab ke gaye. ke abb talakk nahi Aaaye hain loog jabb ke gaye. Sunneigaa koun teri Bewafaaiyoon key gilley. yahi hay rasm-e-zamana tu ham bhi ab ke gaye. maggar kissi ne hamein ham-saffar nahi jaana. yeh awar baat ke ham saath saath sab ke gaye. abb aaye ho tuo yahaan kia hay dekhney ke lie. ye sheher kab se hay weeran wo log kab ke gaye. gariftaa dil the maggar houslaa naa haara tha. gariftaa dil hain maggar houssley bhi ab ke gaye. tum apni shamma tammana ko ro rahe ho faraz. in andhiyoon main tu pyare charagh sab ke gaye. |
Re: Nazar bujhi to karishmy bhi roz o shab ke gayee
Gd....
T 4 S |
Re: Nazar bujhi to karishmy bhi roz o shab ke gayee
nice sharing tnx
|
Re: Nazar bujhi to karishmy bhi roz o shab ke gayee
nice sharing tnx..
|
Re: Nazar bujhi to karishmy bhi roz o shab ke gayee
kya baat hai ... zabardast
|
All times are GMT +5. The time now is 05:26 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.