![]() |
Ramdan Mubarik
Ramzan Ka pehla Roza Mubarik Ho
|
Re: Ramdan Mubarik
1947 Me Bhi Ramzan August Me Tha.
Or Aj Bhi Ramzan August Me Hy. Farq Sirf Itna Hy K Us Waqt Quom Ko 1 Mulk Ki Zarorat Thi Or Aaj Mulk Ko 1 Qom Ki Zarorat Hy. |
Re: Ramdan Mubarik
Raat Ko Naya Chand Mubarak,
Chand Ko Chandni Mubarak, Falak Ko Sitare Mubarak. Sitaroon Ko Bulandi Mubarak. Aur Aap Ko Hamari Taraf Se, RAMADAN MUBARAK. |
Re: Ramdan Mubarik
Ya Allah
Is Chand Ko Hum Per Barkat Ke Sath Aur Emaan O Salamti Aur Islam Aur Is Cheez Ki Toufeeq Ke Sath Nikal Jis Se Tu Razi Hota Hai Aur Pasand Farmata Hai Ae Pehli Raat Ke Chand Mera Aur Tera Rab Allah Az-O-Jal Hai |
Re: Ramdan Mubarik
Madinay Ki Galli Me Ho Ghar Apka,
Makkay Ki Vadi Me Ho Basera Apka, Duaa He Ek Dost Ki Ek Dost Ko, Gumbad-E-Khazra K Saaye Me Ho Sajda Apka. Aur Who Bhee Ramzan K Mahene Me Ameen. |
Re: Ramdan Mubarik
Rab Karey Tera Naseeb Chamakta Dikhai Dey
Aankhain Jo Band Karein To Madina Dikhai Dey Sajda Jahan Karey Waha Qaba Dikhai Dey Uthay Jo Ankhain To Gumbad-E-Khizra Dekhai Dey Ameen |
Re: Ramdan Mubarik
Nicd Sharing
|
All times are GMT +5. The time now is 02:24 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.