MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community (http://www.MeraForum.Com/index.php)
-   Islamic Issues And Topics (http://www.MeraForum.Com/forumdisplay.php?f=17)
-   -   ~~ roze ki niyat ~~ (http://www.MeraForum.Com/showthread.php?t=1203)

umair8005 09-10-2008 02:11 PM

~~ roze ki niyat ~~
 
http://img54.imageshack.us/img54/6530/niyatao3.jpg



ASSALAM O ALIKUM

niyat dil ki erade ka nym hy........zaban se niyat sirf hujj or umrah k lye sabit hy.....baki namaz nd roza or kisi b kam k lye zaban se niyat krna sahi nhi....

roze ki niyat k lye jo alfaaz hyn...us k translation me b g galtiyan hyn..
is me "GHAD" ka jo word hy wo quran me 5 baar aaya hy...2 jaga qiyamat k mean me...or 3 jaga kal(tomorrow) k means me.....
agr kl ka matlab lya jaye b tu galat hy..kyun k roza tu aaj ka rkh rhe hyn....
or jb 30 roze ki niyat krein ge tu wo 31 roze k lye ho ge....jo k eid ka din hy..eid k din roza nhi hota......
or agr qiyamat k din ka matlab lein k me qiyamat k din k roze ki niyat krta houn yh b wrong hy....

so is dua ka prhna sahi nhi hyyyyyyyyyyy...is se bacha jai...

ALLAH HUM sb ko quran-o-hadith pr aamal krne ki tofeeq de...aameenn


DUA KA TALABGAAR Um@ir

UZaiR 09-10-2008 02:42 PM

Well umair yeh kisney kehdiya k rozay ki niyat karna sahi nahi hai?? kuch din pehlay ek Aalim nay tafseel say niyat k pehlu par roshni daali tho toh yeh rozay k liye zuban say niyat karna zaroori nahin hai par agger ki jaye toh achi baat hai --bas dil main yeh hona chahiyeh k main roza rakh raha hon & its not "GHAD" its "GHADIN" aur yeh jo translations di hain inko kesay prove kar saktay ho??
Any source jis k tehet yeh baat ki hai apnay or kisi Aalim nay fatwa diya hai?
& one more thing u said is "baki namaz nd roza or kisi b kam k lye zaban se niyat krna sahi nhi" -- how u came to tht conclusion?

Will wait for the details :)

umair8005 09-10-2008 05:45 PM

Quote:

Originally Posted by Uzair (Post 31971)
Well umair yeh kisney kehdiya k rozay ki niyat karna sahi nahi hai?? kuch din pehlay ek Aalim nay tafseel say niyat k pehlu par roshni daali tho toh yeh rozay k liye niyat karna zaroori nahin hai par agger ki jaye toh achi baat hai & its not "GHAD" its "GHADIN" aur yeh jo translations di hain inko kesay prove kar saktay ho??
Any source jis k tehet yeh baat ki hai apnay or kisi Aalim nay fatwa diya hai?
& one more thing u said is "baki namaz nd roza or kisi b kam k lye zaban se niyat krna sahi nhi" -- how u came to tht conclusion?

Will wait for the details :)

pehli bat yh jo dua hy......is ka koi prooof nhi hy......k hadith ki kis book me hy...yh mangharat hy
or jo app ne ghad ko ghadin kaha yh same hy ...me ne waqaf kya tha.....tu sukoon prhte hyn......hum aalim ki bat koquran o hadith k mutabiq manein ge......yh nhi k jo allim ne kaha bs bagair proof k maan lya...HADITh se sirf hujj nd umrah ki niyat sabit hy .......
baki namaz k b hum ne khud banaye hy...or roze k lye b.....

UZaiR 09-10-2008 05:53 PM

Quote:

Originally Posted by umair8005 (Post 32126)
pehli bat yh jo dua hy......is ka koi prooof nhi hy......k hadith ki kis book me hy...yh mangharat hy
or jo app ne ghad ko ghadin kaha yh same hy ...me ne waqaf kya tha.....tu sukoon prhte hyn......hum aalim ki bat koquran o hadith k mutabiq manein ge......yh nhi k jo allim ne kaha bs bagair proof k maan lya...HADITh se sirf hujj nd umrah ki niyat sabit hy .......
baki namaz k b hum ne khud banaye hy...or roze k lye b.....

whts ur point yar?? yeh sab batain kis bina par keh rahay ho-- have u got any proof or any such thing with you jo yeh sab keh rahay ho
Jaha tak niyat ki baat hai apnay apni post main yeh likha k niyat karna sahi nahin & yeh baat gumrahi ki tarf lay kar ja sakti hai-- niyat karna zaroori nahin par ki jaye toh acha rehta hai-- anyways yeh apk jo bhi points hain inhan prove karo k kis bina par keh rahay ho??

umair8005 09-10-2008 05:58 PM

yehi tu bat hy...jo kam ALLAH k nabi se sabit nhi..tu us k krne ka faieda nhi.....niyat dil k erade ka nym.....aap muje is hadith ka reference de dein k k roze ki niyat krna is hadith se sabit hy???book nym

UZaiR 09-10-2008 06:03 PM

Umair I dont know abt any book jaha iska zikkar ho-- but tht neyat of dua is every where so cant deny & as far jo apnay Namaz ki niyat ki baat ki us par kia kahogay? namaz ki niyat karna zaroori nahin hai par u said namaz ki niyat karna sahi nahin--

umair8005 09-10-2008 06:07 PM

bhai jo baat ppls me aam ho wo islam nhi bn skti..yh nhi k log kya krte hyn.....islam me ppls ki tadad ko nhi dekha jata....prooof dekha jata hy...k ALLAH k nabi ne kya yh nhi bs...
NAMAZ ki niyat zaban se krna jo words hum ne banayn hyn wo sahi nhi hy...waise tu hr kam ki niyat hy...but dil se........hujj nd umrah k elwa.....

ZaHa 09-10-2008 06:08 PM

namaz tuu shru hi niyat sy hoti hy

umair8005 09-10-2008 06:14 PM

ok.....but agar waqaf krein ge tu kay prhein gein??
niyat dil k eraade ka name hy??kya ALLAH k nabi ne zaban se ki roze ki niyat??
namaz ki niyat???

UZaiR 09-10-2008 06:15 PM

Quote:

Originally Posted by umair8005 (Post 32137)
bhai jo baat ppls me aam ho wo islam nhi bn skti..yh nhi k log kya krte hyn.....islam me ppls ki tadad ko nhi dekha jata....prooof dekha jata hy...k ALLAH k nabi ne kya yh nhi bs...
NAMAZ ki niyat zaban se krna jo words hum ne banayn hyn wo sahi nhi hy...waise tu hr kam ki niyat hy...but dil se........hujj nd umrah k elwa.....

what u mean by aam loog? aj tak kisi Aalim nay is baat ko oppose nahin kiyeh & nah hi is baray main kuch aesa kaha hai jo aj apnay kaha hai?? well theek hai niyat nahi karni toh nah karo but u said namaz ki niyat karna sahi nahin hai which i found very strange-- khair har kisi ka apna point of view hota hai but u shudnt say bhai jo baat ppls me aam ho wo islam nhi bn skti..


All times are GMT +5. The time now is 03:16 PM.

Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.