!!~~Aksar roya kerta tha woh~~!!
Dunya se kuch darta tha wo Sehma sehma rehta tha wo Janay kia baat the us mein Itna hasin kion lagta tha wo Ik bhool hoi mujh se magar Wafa he wafa karta tha wo Kehte kehte ruk jata tha Aksar aisa karta tha wo Jo bhi kahna hai wo keh do Mujh se yahi bus kehta tha wo Shouq-e-wafa mein aksar apnay Haath dikhaya karta tha wo Aksar mujh se baithay baithay Ehd nibah ka leta tha wo Jab bhi mujh se milkar jata Pholay nahin samata tha wo tere ghazal ye parh ker Aksar roya karta tha wo |
Nice one..
|
Thanks Ruby |
vvvvvvvv nice
|
nice
|
Thanks Urooj & shahtaj jee |
Nyce Ali
|
Thanks Naz |
All times are GMT +5. The time now is 05:26 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.