![]() |
Wada nahi kartha
tmhe main bhool jaon ga magr "wada" nahi karta hamesha muskurao ga magr "wada" nahi karta tmhari her nishani ko main darya main baha don ga tmhare khat jala don ga magr "wada" nahi karta tmhara zikr mehfil main ho to mujhe khamosh rehna hai main khud ko aazmao ga magr "wada" nahi karta sitaron neend k maro chalo khuabomn ki dunia main main b so he jaon ga magr "wada" nahi karta.. chalo tm se ye "wada" hai k dil main dard hai jitne kisi ko na sunao ga magr "wada" nahi karta |
Nice!!!
|
thanx aryan
|
buhat bhuhaaaaaaat achay
|
v nice
|
nyc.
|
Re: Wada nahi kartha
thnkoo all
|
Re: Wada nahi kartha
Nice Thnx For Sharing
|
Re: Wada nahi kartha
thnx JM
|
Re: Wada nahi kartha
khoub likhaaa
|
Re: Wada nahi kartha
Very Nice...
|
Re: Wada nahi kartha
nice
thanks for sharing |
All times are GMT +5. The time now is 10:17 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.