![]() |
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
Shayeri Aik Fun Hay Jis Ka Insan K Shao'oor aur Fahem Aur Khaas Kar Tabiyat (Nature) Say Barah-e-Raast Taluq Hay.. Kisi Kaam Ko Agar Dil Say Kiya Jaye To Us Main Nikhar Paida Hota Hay.. Isi Tarha Shayeri Kay Pas-e-manzar Koi Ehsas Ho To Nikhaar Paida Ho Jata Hay.. Warna "Ehsas" To Har Insan Kay Pass Hota Hay, Majzoob K Pass Bhi.. |
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
Quote:
hmmm..... :khob: |
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
The creativity of human mind is awesome. Shayari is a very unique and ecstatic poetic language used to express feelings and desires in very less and heart touching words. It is basically expression of ones feelings and desire. For example Happiness, sadness, loneliness, ecstasy, freedom, attractiveness, romanticism, friendship, patriotism – anything can be expressed through this unique way of communication. Someone has defined shayari in its own way as : Ek baat… jo kehte kehte chuppa li jaye.. Ek yaad… jo seene se laga li jaye… Jante ho shayri kuch u hi hoti hai dostoon.. Ke ik dil ki aawaz chand se lafjo main chuppa li jaye. Jhukin nazaron say ikrar matt karna, Nazarain uthakar inkar matt karna, Raat bharr tadapte ho kissi ki yaadoan main, Aur humse kehte ho kissi se pyar matt karna… Zindagi gamoan bhari hai fir bhi jiye jaa rahe hain. Jaam khaali hai fir bhi piye jaa rahe hain……. Jaane kya kashish hai unki aankhon mein Kay hum uss bewafaa se wafaa kiye jaa rahe hain….. Yaaran dai ditte hanjuan nu pean da majja kujh horr hi hai, Kissi diyan yaadan which jeon da majJa kuch horr hi hai, Ki hoya jeyaar saada yaar beparwahh hai, Ik beparwahh nu vi chahun da majja kujh horr hi hai.. |
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
Zabardast
|
All times are GMT +5. The time now is 03:36 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.