![]() |
Re: Shair on Word "ANNA"
Ana parast to apni jaga pe hum bhi hain "....." Sirf un k guroor ka hum ehtram karte hain |
Re: Shair on Word "ANNA"
Ana parast hai itna ke baat sy pehly Wo uth ke band meri har kitaab kar dy ga. |
Re: Shair on Word "ANNA"
Quote:
Bit true :) |
Re: Shair on Word "ANNA"
Quote:
Wah kia khob kaha.. wo kehte hain na Adab pehla qarena hai muhabbat kay qareno main... jahan ye nahi wahan kuch nahi |
Re: Shair on Word "ANNA"
Ana parast hain dOno chatakh k tuten ge ..... Na voh mujh se, na main us'se kabhi harnay wali...... |
Re: Shair on Word "ANNA"
Anaa Tou Haar Jati Hy Mujhy Maloom Hy Tum Bhi Mere Bin Reh Nahi Saktey Main Ye Bhi Jaanti Hoon Tum Ko Haar Achi Nahi Lagti Magar Jaana’n !! Mohabbat Mein Anaa Tou Haar Jati Hy . . . |
Re: Shair on Word "ANNA"
Phir yunh hua k rasta yakjaan nahi raha Wo bhi ana parast tha, main bhi ana parast |
Re: Shair on Word "ANNA"
bichar gaye ham dono ANA ko bechmain la kar usay mera, muhay us ka khasara mar dalay ga..:) |
Re: Shair on Word "ANNA"
Wo anna parast sahi us ki baton mein iqrar bhi tha. Us k chubtay hue lehjay mein chupa pyar bhi tha. |
Re: Shair on Word "ANNA"
Ab k baar uss ka hadaf meri Anna thi So sulah ka parcham jala dia maine |
All times are GMT +5. The time now is 05:02 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.