![]() |
mai b khud ko ya meri life ko kisi k leye nahi change karoon gi
|
hum to bhai jese hain wse rahy gy. ab koi kush ho ya ho kafa hum nhi badly gy apni ada :p
|
main yeh kahon gi agar aap mein koi buri addat ho aur woh woh change karnay ka bolay to zaroor change karna chahiyeh agar aisay he fuzzol bolay to nahi agar woh aap ko achi reh dekha raha hai to achaa hai aap ko cchal na chahiyeh change hona chahiyeh
haan agar woh meri koi galat baat theek karay gay jab koi hongay to main zaror change karongi |
nice urooj
|
Quote:
may b agr app us se pyar krty hain tb its better.. Quote:
agr aisa b ho to burai nahi :D Quote:
ye mery lehaz se sahi nhi ha.. |
wse my to reply ker chuki ho
|
insan apni khhamiyan or Khoobiyan khud behtar samajhta hai, agar woh ye sochta hai k koi Adat ya koi or bat hai jo us may Achi nahi jis se koi Hurt hota hai to usko Badalyna hi Samajhdari hai, Han Sahi se ghalt nahi hona chahiye... Bal k Ghalt ko sahi karne ki koshish karni chahiye...! |
Is topic k liye ek buht accha qaul hy
hazrat ali kw ny farmya jo dosro ki khamiyo ko dekhta hy uski misal us makhi ki hy jo sara khubsoorat jism chorr zakham per bethti hy " |
ye Raaz ki batain hain ....me bata to deta lakin siyane kehte hain k kisi ka raaz bata dena buhat buri baat he so......................:confused:
|
Quote:
|
All times are GMT +5. The time now is 06:43 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.