![]() |
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
mei doo is ka jawab Mahi ?
|
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
Quote:
|
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
shukria
muhabbat karnei sei shairi samjhne ka talluq nahi baad loge bohat badzoq aur bohat achey ashiq hotey hain yeh tou tabiyat ki latafat per hai sirf aur rahi baat shairi ki aur aap beeti ke dhalney ki tou izhaar her koi karta hai koi directly koi indirectly samjh lekin ajati hai so ger kisi koi alfaazo sei khail sakta hai tou wo izhaar apne dil me maujood ka jazbaat ka yaqeenan nazr ya nazm sei karei ga again zoqe pe depend karta hai |
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
:icon11:
|
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
: )..................
|
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
Hmmm .. Shayri Ka Apna Mizaaj B hAi .. Par Yeh Musammam Haqeeqat hAi K Shayri Tab He Meaning Rakhti hAi Or Dil Ko Lagti hAi Jub DIL Pe Wo Beet HO Or Wo Alfaz Tab He DIL K Dar-O-Deewar Se Takrate Hen Or Asa Krte Hen Jub Un Jesa Jazba Andar Kahin MojOoD Ho .. Well Shayri Smjhne K Liye Us Ko Mehsoos Krne K LIYe Andar Utaarne K LIye Muhabbat Jesa Jazba Bht ZuroOri hAi .. Warna Insan Be Hiss hOTA Hai Or Shayri To Kia Us K Age Insaan Marr B Raha hOn Use To Us Ki b Samjh Nh Ati Phir .. :) Jis Ne Muhabbat K Jazbe kO MehsOos hE Nahi Kia Wo B Koi Insan hAi Bhla .. Or SAB Se Aham Bat .. Muhabbat .... ZuRoOri Nahi K Larki kO Larke Se HO , Larke kO Larki Se , Or Is Muhbbat Ki hE Bat hO , Dunia Men Or B Bht Se Gham hEN Ahsaasat Hen jO Insaan Ki HissOn kO Ujaagar Krte Hen , Jese Be Rozgaari hAi Gar K Halaat Etc .. Gham-e-Dauran etc ... Aur B Dukh Hen Zamane Men Muhabbat K Siwa Raahten Or B Hen WASAL Ki Raahat K Siwa ... :) |
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
mera khayal he shairi samjhne k liye mohabbat hona zaroori nahi, bohat se mohabbat karne wale aise hain, jin k sar k ooper se shairi guzar jati hai,ye to apne apne zoq ki baat he
|
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
Quote:
thanks for reply SIm SIm shair ka jawaab Na Wasta tha kisi Shair say Na Shayarri say thi main Ashna Teri Yaad nay, Tere Dard nay Mujhay Shair kehna Sikha dia> ! |
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
Quote:
thanks for reply Miss hijaab |
Re: Shayari Pasand kerne walon se EK SAWAAL
Quote:
muhabbat nahi akhir zindagi ka yah bhi haqiqat hai lekin meri zaat me tere siwa kuch nahi yeh meri majboori hai |
All times are GMT +5. The time now is 06:13 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.