![]() |
kehtey hain ke talwar ke ghao se bhi gehra ghao ZABAAN ka hota hai.
jismani aur zahiri zakhm to bhur jatey hain waqt ke saath, mager kiya zabaan ke ghao bhur saktey hain? Islam kehta hai ke musalmaan wo hai jis ke hath paon aur zabaan se doosra musalmaan mehfooz hai. kiya hum apni zindagi main is shay ka khayal rakhtey hain.? kiya hamari zaban hamarey kaboo main rehti hai? kiya hum ne kabhi socha hai ke zaban ka ghao kitna gehra aur painful htoa hai? |
welll theres my coments
sorry atleast wud work out itz better saying sorry instead of saying nothing that makes the broken heart feels that he/she still carez for the person whoz heart is broken |
mahi achy comments thy
|
Quote:
nyc wordz n goood sharing |
sorry is not enough
|
kya huwa?
|
its one of the most imp prb of myself as well ... bar bar sorry kehney se insaan apni ahmiyat kho deta hai or mainay aisay hi kafi doston ko khoya hia ... well wot i think the prb is in our own self jab tak hum kisi se expect nahi karain ge tab tab hum hurt nahi honge so i think we shud stop expecting so dat no one will get the chance to hurt u
.... but sorry kehney ka andaaz b count karta hai... depend karta hia kon kitny dil sey sorry keh raha hai |
not really
|
All times are GMT +5. The time now is 03:21 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.