![]() |
aap ka point of veiw bhi theek hai qyamat bhi ek haqqeqat hai
Quote:
|
yeh bhi acha answer hai sableo bhai
Quote:
|
Thanku thanku
sab hee achey n sachey hain ku k khwab n haqeeqat ki bohat see misaalein hain or sari sachi hain jhoot ni isiliye |
khawab wo hai jo insaan ki khawahish hai
aur haqeeqat wo hai jo wo usay pora kernay k lyee kerta hai |
nice wish bhai zabardast
|
thank u sis
|
u welcome
|
mere kyal mea kwab wo hia jo mea dekti hon or haqeqat wo hia k jo mea kahwab dekti hon dad pura kr dete hia lolzzzzzzzzz matlb ye k jo khwaish ki wo puri hui usi tym bas muje tu ye pta hia bcoz aj tak jo caha wo mila hia or kahwab wo hote hia jo ham cate hia k puree hon or mere kahwab pure ho jate hia jo k haqeqat hia bas |
Nice topickhwab or haqeeqat my farq nice topic jee
khwab wo hy hoty hain jo humein un khawabo ko haqqeqat my badlny ka hosla himmat dety hain log kehty hain k khawab ek weham hoty hain but i think khawab or haqeeqat ka fasla utna hi hy jitna dua or dwa k hy |
sahi kaha sis nice answer sis
|
All times are GMT +5. The time now is 05:36 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.