pakeeza
04-29-2013, 10:24 PM
Ye dunya hai yaha pe
ye tamasha ho b sakta hai
Abhi jo ghum humara ha
tumhara ho b sakta hai
Tum apne ap ko hargiz koi ilzam maat dena
ye soda hai muhabbat ka
khasara ho b sakta hai
Na ye samjho k tum hi akhri meri muhabbat ho
Muhabbat JURM hai hum say
dobara ho b sakta hai