SHAYAN
04-27-2013, 04:43 AM
http://worldpapa.com/wp-content/uploads/2013/02/sad-couple-sitting-on-tree.jpg
Teri hijraton ka malal tha magar ab nahi
mujhy sirf tera khyal tha magar ab nahi
teri be-misal qurbaton k nisaab main
tu zamany bhar main misal tha magar ab nahi
jisy tu ne dard ata kia
wo teri qurbaton main nihal tha magar ab nahi
main teri talash main reza reza bighar gaya
wo janun-e-showk-e-wisal tha magar ab nahi
tery dar pe akhri bar aa k main q palat gaya
ye meri zindagi ka sawal tha magar ab nahi