SHAYAN
04-18-2013, 03:10 AM
Me mar jau to mere Sirhane na bithana us ko
Boht Tasalli dena boht pyar se Samjhana us ko
Ghomne ka bahana kar k door Fizao me kahi le jana us ko
Wo bawafa hy us waqt ye ehsas na dilana us ko
Us k samny na karna batey aesi k meri yaad ajae
Meri tafri k mashghale suna suna k hansana us ko
Wo roye ga boht bilawaje to meri rooh tarap uthegi Yaar
tm aesa karna meri Mout ka he na batana us ko...