MASOOM GIRL
03-11-2013, 10:50 AM
"Tere ishq ki intaha chahti hun,
Meri sadgi dekh kya chahti hun,
Sitam ho k ho wada-e-behijabi,
Koi bat sabr-azma chahti hun,
Ye jannat mubarak rahe zahidon ko,
K main ap ka samna chahti hun,
Koi dam ka mehman hun ai, ahl-e-mahfi
l Chirag-e-sahar hun, bujha chahti hun,
Bhari bazm mein raz ki bat kah di
Bari be-adab hun, saza chahti hun"
Meri sadgi dekh kya chahti hun,
Sitam ho k ho wada-e-behijabi,
Koi bat sabr-azma chahti hun,
Ye jannat mubarak rahe zahidon ko,
K main ap ka samna chahti hun,
Koi dam ka mehman hun ai, ahl-e-mahfi
l Chirag-e-sahar hun, bujha chahti hun,
Bhari bazm mein raz ki bat kah di
Bari be-adab hun, saza chahti hun"