Awara Badal
02-27-2013, 07:51 AM
Ab to kuch apni tabiyet bhi juda lagti hai
Saans leta huin to zakhmon main hawa lagti hai
Kabhi raaji to kabhi mujse khafa lagti hai
Zindgi tu hi bata tu meri kya lagti hai
Na jaane kyon tera milker bicherna yaad aata hai
Main ro perta hoon jab guzra zamana yaad aata hai
Nahi bhoola huin tujhe abtek O bhoolne wale
Bata tujhko bhi aisa phasana yaad aata hai
Teri tasveer ko bus dekhte hi e be rahem
Mujhe wo pyaar ka mausem suhana yaad aata hai
Na kerna gum meri berbadion ka bhi bhoolker
Mujhe aab bhi teri kasmon ka khaana yaad aata hai