SHAYAN
02-15-2013, 10:20 PM
Chahnay wala tujhay mill gaya to kia howa
Main youn hi ab tak hoon Tanha to kia howa
Fasal-e- Gull ho, Barsat ho ya ho Pat Jherh
Her Ghari tera intizar kia to kia howa!!!!!!!
Kisi or say na rakhi teray bad Ummed-e-wafa
Chend din to nay sath nibhaya to kia howa
Aaj woh hum kalam na howa per Didar to ho gaya
Main door tak usay Daikhta raha to kia howa
Diakh ker tera Hath kisi Ajnabi k hathoon main
Tujhay Bewafa ager keh diya to kia howa!!!!!!!!!