~!~hasnain~!~
02-10-2013, 10:36 PM
tum jis par nazar dalo, us dil ka khuda hafiz
qatil ki khuda jany, bismil ka khuda hafiz
aa jao jo mehfil mein, ek jaan c ajati hy
uth jao jo mehfil sy, mehfil ka khuda hafiz
sathi ho agar tum sa, manzil ki tamanna kya
hum ko tu safar piyara, manzil ka khuda hafiz
ab ham b tumary hain, kashti b tumari hy
ab murr k na dekhein gy, saahil ka khuda hafiz..!!