~!~hasnain~!~
02-10-2013, 10:10 PM
kal tery shehr ka ek shakhs mila jo mujhy
baton baton mein tera zikar b zalim ne kia
naam kia aya tera us k labon pr jaana
jis tarah rooj kisi jism sy khinch kar aaey
youn laga mout k saey mery sar par aey
phir tery piyar ki pazaib achanak chhanki
phir mera wehm dilason ki hadon sy nikla
phr meri ankhon mein saawan k katoray chhalky
phr meri jaan pe qayamat ki gharri aa thehri
phr mery dil ne ajab maangi dua maalik sy
aaj k ba'ad tera zikar kry na koi
aaj k ba'ad tera koi shanasa na mily..!!