ROSE
02-09-2013, 12:45 PM
Raat bhar khawab main un saye milna huwa
Jo khuli aankh tu phir bicharna huwa
Kis tarha ki khadi aazmish thi woh
Anjuman main raqeebon saye milna huwa
Hum khadien hai usi moor par ab talak
Dena tum phir sada jo guzarna huwa
Ik yahi baat hai jo samaj na sakaye
Kiyn aachank saye un ka badalna huwa
Ab tu aansoo bhi aankoo saye bahtaye ni
Iss qadar chahtoon main bikarna huwa
Jo khuli aankh tu phir bicharna huwa
Kis tarha ki khadi aazmish thi woh
Anjuman main raqeebon saye milna huwa
Hum khadien hai usi moor par ab talak
Dena tum phir sada jo guzarna huwa
Ik yahi baat hai jo samaj na sakaye
Kiyn aachank saye un ka badalna huwa
Ab tu aansoo bhi aankoo saye bahtaye ni
Iss qadar chahtoon main bikarna huwa