~!~hasnain~!~
02-03-2013, 11:16 PM
mujhy na saans ati hy, na mera dam nikalta hy
magar ye bech ka alam bahut takleef deta hy
samandar na nigalta hy na sahil par patakhta hy
magar ye dobna ubharna bahut takleef deta hy
jo tum bolo sanwar jaon jo tum bolo bikhar jaon
magar ye totna jurna bahut takleef deta hy
jo tum mano tu batlaen jo tum samjho tu samjhaen
tumary bin adhora pan bahut takleef deta hy..!!