~!~hasnain~!~
02-03-2013, 10:48 PM
khawab posh ankhon mein
aansu'on ka bhar jana
hasraton k sahil pr
titliyon ka mar jana
habs ki hawaon mein
khushbu'on ka darr jana
dil k garam sehra mein
hashar he bapa hona
dard laa dawa hona
kia bahut zarori tha..??
yun tera juda hona..!!
aansu'on ka bhar jana
hasraton k sahil pr
titliyon ka mar jana
habs ki hawaon mein
khushbu'on ka darr jana
dil k garam sehra mein
hashar he bapa hona
dard laa dawa hona
kia bahut zarori tha..??
yun tera juda hona..!!