Log in

View Full Version : Wo samne aye tu nazroo ko jhuka loo ghi


ROSE
01-29-2013, 02:22 PM
Wo samne aye tu nazroo ko jhuka loo ghi
Dekhon gi ni phir bhi tasveer ban loo ghi

Aana ho tu aa jo ruswii nahi ho ghi
Dekhaga nahi koi palkon main chupa loo ghi

Jo hum par guzari hai wo eik bar guzar jaye
Her gham ki tarha tuj ko seenaye saye laga loo ghi

Weerana agar dil ho aankoo main aandhera ho
Yaadon kaye diye apni palkon mai saja loo ghi

Manzoor agar ho ghi ruswayi teri mujh ko
Main beth kar sahil par tofan utha loo ghi

Kyun mujh saye khafa hoo kar wo door gaye
Bahoon main wo aa jaye main un ko mana loo ghi

NaDaN hAsEEnA
01-29-2013, 02:27 PM
Very nice. . .

ROSE
01-29-2013, 02:33 PM
thanks

SHAYAN
01-29-2013, 05:55 PM
V Nicee

Hazel
01-29-2013, 06:41 PM
nice sharing

(‘“*JiĢäR*”’)
01-30-2013, 08:52 AM
Thanks 4 Sharing Nicd..

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.