Hussain
03-14-2009, 11:17 PM
usey apne dard ki fikar thi wo jo mra wakif.e.haal tha
wo jo uski subha.e.urooj hi wohi mera waqt.e.zawall tha
mera dard kese wo janta meri bat kese wo manta
wo to khud anna k safar main tha useey rokna bhi mahaal tha
kahan jaoge mujhe chor kar main ye poch poch kar thak gayi
wo jawab na mujhko de saka wo to khud sarapa.e.sawal tha
wo mila sadiyon bad sahi mere lapp pe koi gila na tha
usey meri chup ne rula diya jiski guftagu main kamaal tha