FAJAAN
09-02-2008, 01:20 PM
Maa sath hai tu saya-e-qudrat b sath hai
Maa k baghair aisa lagay din b raat hai
Main door jaun uska mere sar peh hath hai
Mere liyai tu maa hi meri kainat hai
Daman mein maa k sirf wafaon k phool hain
Hum saray apni maa k pairun ki dhool hain
Aulad k sitam usse hans k kabool hain
Bachun ko baksh dena hi maa ka asool hai
Din raat usne paal k humko bara kiya
Girnay laga tu maa ne mujhe phir khara kiya
10 Laal usne paal diyai uff na ki magar
Hum 1 maa ko na paal payai tu
Yeh humara kasoor hai...