FAJAAN
09-02-2008, 01:09 PM
Mange hai mujhse dil teri sari nishaniyan
Baatain puriyan,wohi raatain suhaniyan
Ankhon main gholti hain nashay ki shararatain
Chalaak chandni main chehakti jawaniyan
In per to qarz hain mere harfon kay zaikay
Ab jin ko a gayin bari baatain bananiyan
Aay ishq a kay phir se koi tajurba Karen
Main bolnay laga hoon purani kahaniyan
Wo tere keh-kahe the kay jaisay hajoom main
Tooti kalaiyun main khanakti kamaniyan
Ik tere roothne say fiza hi badal gai
Ab shehar bhar main phel gayin bad-ghumaniyan
Mohsin ko kuch to haday sitam ka suragh day
Kab tak rakam karun main teri meherbaniyan??