Cute Anam
12-30-2012, 06:29 PM
sab se chupa ke dard jo woh muskara dia
uski hansi ne tou aaj mujhko rula dia..!
---------***----------***----------
lehje se uth rahi thi har ek dard ki dastaan
chehra bata raha tha ke sab kuch ganva dia..!
---------***-----------***----------
awaz main therao tha ankhon main nami thi
or keh raha tha ke maine sab kuch bhula dia..!
---------***-----------***----------
jaane kia usko logon se thi shikayaten
tanhaiyon ke des main khud ko basa liya..!
---------***-----------***----------
khud bhi woh hum se bichar kar adhora sa ho gaya
mujh ko bhi itne logon main tanha bana gaya..!
http://sphotos-h.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-ash4/264683_425032500904002_311796557_n.jpg