Cute Anam
12-16-2012, 08:16 PM
Zamaney walon se chup ke roney ke din nahin hain
Usey kehna yeh udaas honey ke din nahin hain
Main jaan sakti hoon vasl mein asal bhaid kya hai
Magar haqeeqat shanaas honey ke din nahin hain
Abhi to aankhon mein aanusyon ki nami hai baqi
Zameen-e-dil par pyaas boney ke din nahin hain