ZaHa
03-12-2009, 04:27 PM
Mohabbat main wo nafrat k diye b saath rakhta ha
Wo mujh sy pyar krta ha gily b sath rakhta ha
Bzahir wo bary shehroon main tanha musafir ha
Wo apni zaat main kuch kafily b saath rakhta ha
Wo mujh koo sochta ha or taluk b nahi rakhta
Qareeb ata ha lakin faslay b saath rakhta ha