NaDaN hAsEEnA
12-07-2012, 11:37 PM
Bary anjaan mousam main,
Buhat be'rang lamhon main
Bina aahut,
Bina dastak,
Buhat masoom sa sapna
Utar aaya hai aankhon main
Bina sochay,
Bina samjhay,
Jhuka dea hai sir hum ne
Mgar tabeer kya ho gi,
Na hum jaanay na dil janay
Bus maloom hai itna,
k
Dil k faislay aksar,
Hamein kum raas atay hain..
Buhat be'rang lamhon main
Bina aahut,
Bina dastak,
Buhat masoom sa sapna
Utar aaya hai aankhon main
Bina sochay,
Bina samjhay,
Jhuka dea hai sir hum ne
Mgar tabeer kya ho gi,
Na hum jaanay na dil janay
Bus maloom hai itna,
k
Dil k faislay aksar,
Hamein kum raas atay hain..