Cute Anam
11-25-2012, 03:01 AM
Hawa-e-Hijer mein , jo kuch tha , ab k khaak hua...!!!
Hawa-e-Hijer mein , jo kuch tha , ab k khaak hua
K perahan tu gia tha , badan bhi chaak hua
Ab us say tark-e-ta’alluq karon tu mar jaon
Badan say rooh ka iss darja ishtraak hua
Yahi k sab ki kamanein hamein pay tooti hein !
Chalo hisab-e-saf-e-dostaan tu paak hua
Pooch apni zaraf say phir lautnay ka amal !
K mein paharh tha , simta tu mush-e-khaak hua
Wo be sabab younhi rotha hay lamha bhar k lye
Yeh sanihaa na sahi phir bhi karbnaak hua
Usi kay qurb nein taqseem kar dia aakhir
Wo jiss ka HIjer mujhay wajh-e-inhimaak hua
Shadeed waar na dushman dalair tha MOHSIN
Mein apni bay khabri say magar halak hua...!!
***********************************