ღƬαsнι☣Rασ™
11-23-2012, 06:26 AM
http://4.bp.blogspot.com/-68iJ3M3lJYk/Tltxsi37o6I/AAAAAAAAByg/DqdTZoXYM9s/s1600/17190350_Leaving.jpg
Ek khwahish jise daba diya maine is dil mein..
tanhaiyo mein dooba raha mai bhari mehfil mein...
meri manzil bhi apna raasta kho gayi...
unke intezaar ki jab intehaan ho gayi
Sagar se bhi gehra tha pyaar humara....
lehron pe likh diya tha naam tumhara...
meri kashti bhi saahil se anjaan ho gayi...
unke intezar ki jab intehaan ho gayi
Hum kya kare ye to kismat ka ishara tha...
humne to dil se unko bahut pukaara tha...
shayad ye dil ki awaaz hi bezubaan ho gayi...
unke intezar ki jab intehaan ho gayi
Lagta hai humari kismat ne to pehle hi de diya tha ishara....
in haatho ki lakeeron mein na tha jo naam tumhara...
na jaane kyu aisi dastaan ho gayi...
jo tumhare intezar ki intehaan ho gayi
Umeedo ko dil mein zinda rakha tha humne...
par aansuo se aankhein pareshan ho gayi..
saansein lena bhi jaise ab saza ho gayi....