View Full Version : Muharram Ka Haleem
Z_Zealous
11-20-2012, 01:21 AM
:bismillah:
:salam:
Jesa k Sub jante hen k Muharram ka Mahina he ...
Buhat se log is month me buhat kuch karte hen
MAslan Tazia nikalna, Alam banana, SHarbat batna, aur bhi us type ki nazr-o-niyaz karte hen
aur sub se Famous he HAleem karna ...
Ab Jo log HAleem karte hen un se meri Guzarigh se k is Threads ka jawab den...
Kuch log Haleem karte hen apni mehnat ki kamai ka pesa lagate hen aur Sari Raat haleem ko ghotte hen matlb pakate hen
aur Side me Dack bajate hen music system laga dete hen aur Full awaz me Songs laga dete hen
agar songs na bhi lagaen to Qawaliyan laga dete hen aur mast malang ban kar HAleem banate hen
aur kehte hen k ye Hussain (R.A) ki Yad me he ...
lakin ye log shayad ye nhi jante k wo log jo dack lagate hen sounds system lagate hen us songs se ya Qawali se kis (1) Musalman ki Neend Kharab ho gai.. ? Kisi 1 Musalman ki... 10 musalmano ki nhi 100 musalmano ki nhi 1000 musalmano ki nhi sirf kisi 1 musalman ki agar us qawali se ya soongs se need kharab ho gai ? ya koi beemar tha wo us shor se be chain ho gaya ?
To yad rakhna ap ka ye pese lagana haleem karna qawaali bajana aur ye nazr-o-Niaz Sub dhara ka dhara reh jaega sub mitti me mil jaega... aur ap ulta Gunah gaar ho jaoge...
Q K Islam Ebadaat k bad jo pehli cheez he wo Akhlaq hen
So Plz Jo LOg Haleem karte hen wo is bat per gor karen...
:allah: Hum sub per apna Raham kare :ameen:
Jazak allah
Talib-e-Dua: Zohaib Ur Rehman
Hayyan_Memon
11-20-2012, 01:25 AM

JAZAAK ALLAH BAAT TAU THEEK HAY BUT BAAT HAY RUSWAI KI lolzz
Stollen Heart
11-20-2012, 02:27 AM
EIk request hey keh aisa koi bhi stuff in andaz men pesh nah karen keh jo in baton ko maanta hey is ki dil'azaari ho.
Sub se acha asool yeh keh kisi ki tarf ishara kiye bina Allah ur Allah ke Rasool (Peace be upon him) ki taleemat bata di jaein, ur kabhi bhi ishara nah kiya jey keh dosre ka aqeeda galt hey, just apne aqeeda ki baat ki jay,
Umeed hey aap log mind nhi karenge.
Z_Zealous
11-20-2012, 02:53 AM

O BHAI TUM APna point of view to zahir kar do k mene thik kaha ya galat ?
cutepoison
11-20-2012, 11:57 AM
han bilkul thik kaha ... aesi ibadat jis se kisi insan ko takleef pohchey to Allah bhi khush nahi hoga ..
isliye Haqooq ul baad ka bhi khayal rakhna chahye ...
Haan yeh jo baat kari hie zohaib nei sahi kari hie Aesa nahi karna chaiye ke Ganey laga diye wesay tou gana sunna hi nahi chaiye pehli baat chaiye wo koiye sa bhi din ho.
Dosri baat hamarey haan larkey ziyada tar yahi kartey hie. Group bana lia aur Ganey laga diye tou aesa nahi karna chaiye Dack wagera nahi lagana chaiye. Yeh ghalat kartay hai.
Z_Zealous
11-23-2012, 03:43 PM
han bilkul thik kaha ... aesi ibadat jis se kisi insan ko takleef pohchey to Allah bhi khush nahi hoga ..
isliye Haqooq ul baad ka bhi khayal rakhna chahye ...
Han bhai Q k Hoqooq-ul-Ebad Afzaliyaaaaat rakhta he Haqooq-ul- ALLAH se
ALLAH apne haq maf kardega lakin Bandon k Hoqooq bandon ki ijazat se hi
maf kiye Jaege...
Z_Zealous
11-23-2012, 03:47 PM
Haan yeh jo baat kari hie zohaib nei sahi kari hie Aesa nahi karna chaiye ke Ganey laga diye wesay tou gana sunna hi nahi chaiye pehli baat chaiye wo koiye sa bhi din ho.
Dosri baat hamarey haan larkey ziyada tar yahi kartey hie. Group bana lia aur Ganey laga diye tou aesa nahi karna chaiye Dack wagera nahi lagana chaiye. Yeh ghalat kartay hai.
han AYAZ bro ye sara sar Galat he lakin kuch log ye point nhi jante
:allah: Un sub ko is per amal karne ki Taufeeq DE :ameen:

Aur aik baat aur aap ko yaha sahi karna chahta ho wo yeh ke Sahi Word Daleem hai. kyon ke yeh Daal sei bana hota hai. Logo nei Haleem kehna start kardia hei . Haleem tou ALLAH ka naam hai.
Thanks
Jazak ALLAH Khair.
Z_Zealous
11-23-2012, 04:27 PM
Aur aik baat aur aap ko yaha sahi karna chahta ho wo yeh ke Sahi Word Daleem hai. kyon ke yeh Daal sei bana hota hai. Logo nei Haleem kehna start kardia hei . Haleem tou ALLAH ka naam hai.
Thanks
Jazak ALLAH Khair.
Hmmmm ye BAt to muje pata thi k HAleem ko Daleem bhi kehte hen
lakin Reason nhi pata thi ab clear hua he
Thnx alot
Aftab Afi
11-03-2014, 01:48 PM
:0029:
ek dam say thik hai :cool-yaar:
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.