FAJAAN
09-01-2008, 05:30 PM
Wo tum na they aik khuwab tha,
meri soch ka hi kamal tha,
wo muhabbatain wo chahatain,
meri oljhano ka hi jaal tha,
mere dil main thi jo ronaqain,
wo tera hi husn-o-jamal tha,
jawab jis ka mila nahin,
wo aisa hi aik sawal tha,
wo aaj mila tu yun laga,
yehi tu hai jis ka mujhe intizaar tha......
meri soch ka hi kamal tha,
wo muhabbatain wo chahatain,
meri oljhano ka hi jaal tha,
mere dil main thi jo ronaqain,
wo tera hi husn-o-jamal tha,
jawab jis ka mila nahin,
wo aisa hi aik sawal tha,
wo aaj mila tu yun laga,
yehi tu hai jis ka mujhe intizaar tha......