Cute Anam
11-05-2012, 02:00 AM
Youn rah-e-wafa ki saleeb par do qadam uthanay ka shukriya...
Barra purkhatar tha yeh rasta, teray lout janay ka shukriya...
Teri yaad kiss kiss bhais mein meray shair-o-naghma mein dhal gai...
Yeh kamaal hai teri yaad ka, mujhay yaad anay ka shukriya.......
Jo udas hain teri yaad mein jinhain bhoj lagti hai zindagi........
Sar-e-bazm youn inhain dekh kar teray mounh chupanay ka shukriya
Jo zamanay bhar ka asool tha....wo asool tu nay nibha diya......
Yahi rasam thehray gi mohtabar MUJHAY BHOL JANAY KA SHUKRIYA...