Humaila
03-09-2009, 04:46 PM
Hadith 1:1
Narrated 'Umar bin Al-Khattab:
Muhammad(sww) ney farmaya:" Amalo ka sila aapki nyaat par hai, aour har aik insaan ko ossskey amalo ka sila osski nyaat k mutabiq miley gha. "
issey humey yhe ilm hota hai k, jo kuch bhi hum iss dunya mein kartey hai.. humari nyaat par depend karta hai.. issilye insaan jo kam karney ja raha hai ossey pehley aapni nyaat rakhey k woh kyo kar raha hai .. Kyo k aghar woh kam oss mutabiq na howa hoo .. Jo aap soch rahey they aour shayad kuch ghalt hogaya hoo.. to beshak ALLAH(swt) hum sub ki nyaaton se waqiif hai..
.
Allah(swt) hum sub ko achey amal karney ki tofeeq de.. AMEEN:.