Log in

View Full Version : Adhri baton ka maza


life
10-15-2012, 08:02 PM
Adhri baton ka maza
chalay to kabi aab-e-heyat jaisa
kabi khaak jaisa
kabi khawwbon main azab jaisa,
kabi azab main sawab jaisa
kabi barishon main khiltay gulab jaisa
kabi khawahishon k behtay sarab jaisa
phir b lrkiyan adhuri batain kehti hain
achi lagti hain
ankh khaolain tolafz na khaolain
waswason k anjan jazeeron main
kabi mil jayen to der tk na bolain
adduri batain,
be waja batain,
be khayal batain
jo shuru ho kr b khtam na hon
ankh macholi khalian gum na hon
ik musalsal kefiyat chalay km na ho
diyee taiz hawa main madham na hon
adhuri batain,
be qrara batain,
be shumar batain
hameha be naam nahi hoti
Gumnam nahi hoti

SHAYAN
10-16-2012, 08:17 AM
Buht Khoob

life
10-20-2012, 10:02 PM
thanks shayam..

(‘“*JiĢäR*”’)
10-22-2012, 09:39 AM
:bu:__

~~KING~~
10-23-2012, 10:11 PM
very nice.....:bu: :khob:....:artist:

life
10-24-2012, 10:22 PM
thanks jigar

life
10-24-2012, 10:22 PM
thanks king..

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.