Prince7871
10-03-2012, 11:08 AM
Insan...?
Insan apni marzi k bina dunya mein ata hai
aur
Apni marzi k bina yahan sey chala jata hai
Bachpan mein farishta
Jawani mein shaitan
aur
Burhapy mein bewakoof samjha jata hai
Gareeb hai tu fazool hy
Ameer hy tu magroor hai
Kherat karta hai to shohrat ka bhooka
Nahe karta tu kanjoos hai
Mazhab parast hai to makaar hy
Mazhab sey door hy tu gunhgaar hy
Dunya mein aata hai tu
har koi ussy choomna chahta hai
Dunya se jany k baad har koi uss se
jan churana chahta hai
Pedaish k waqat khud rota hai
or
marty waqat sab ko rota chor jata hai
Akhir iss insan ki haqeeqat kya hai
Insan apni marzi k bina dunya mein ata hai
aur
Apni marzi k bina yahan sey chala jata hai
Bachpan mein farishta
Jawani mein shaitan
aur
Burhapy mein bewakoof samjha jata hai
Gareeb hai tu fazool hy
Ameer hy tu magroor hai
Kherat karta hai to shohrat ka bhooka
Nahe karta tu kanjoos hai
Mazhab parast hai to makaar hy
Mazhab sey door hy tu gunhgaar hy
Dunya mein aata hai tu
har koi ussy choomna chahta hai
Dunya se jany k baad har koi uss se
jan churana chahta hai
Pedaish k waqat khud rota hai
or
marty waqat sab ko rota chor jata hai
Akhir iss insan ki haqeeqat kya hai