iqra
09-30-2012, 10:30 AM
Zindagi kay raston main
itni gard urhti hai
manzilon kay chehry bhi
rah ki nishani bhi
sab hi doob jaty hain
gard kay samandar main
dard kay samandar main
rasta nahi milta
fasila nahi ghat'ta
jis jagah sy nikly thy
Hun safar kay raston par
waa'n pohanch kay dekhain to
har taraf udaasi hai
har taraf andhaira hai
kuch nazar nahi aata...
baynishaa'n raston main
waahemay to aaty hain
apna ghar nahi ataa
itni gard urhti hai
manzilon kay chehry bhi
rah ki nishani bhi
sab hi doob jaty hain
gard kay samandar main
dard kay samandar main
rasta nahi milta
fasila nahi ghat'ta
jis jagah sy nikly thy
Hun safar kay raston par
waa'n pohanch kay dekhain to
har taraf udaasi hai
har taraf andhaira hai
kuch nazar nahi aata...
baynishaa'n raston main
waahemay to aaty hain
apna ghar nahi ataa