iqra
09-28-2012, 05:16 PM
badal gai hai zindagi ab,sabhi nazaray badal gaye hain
kahen py maujain badal gai hain kahen kinary badal gaye hain
badal gaya hai ab Us ka lehja,ab Us ki aankhain badal gai hai
wo chand chehra hai ab bhi waisa,mery sitaray badal gaye hain
mila hun Tum sy to yun laga hai jaisy dono hi ajnabi hn
kabhi jo mujhko aziz jaan thy wo taur sary badal gaye hain
isi liye bhi Main sar jhuka k tumhari nagri sy chal para hun...
tha naaz jin pr kabhi mujhy b wo sab saharay badal gaye hain