beyond_vision
09-26-2012, 09:00 AM
Mera Watan
By Unknown
..................
Jihad jis ka naam hai,
Bahaduron ka jam hai,
Yeh jam zum karti ho,
Jio to bey dharrak jio,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do,
Zameen peh nahin qadam,
Hawa bhi haath mey nahin,
Guzarte waqt ka koi,
Sira bhi haath mey nahin,
Chalay hein pihr logh kidhar,
Pohonch na hai kahin Agar,
Un nafaraton ko piyar do,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do,
Chunay thay jis kadar Gulaab,
Woh khaar khaar ho gaye,
Bunay Thay Eisay jitney Khuwab,
Woh taar taar ho gaye,
Gulab hein na khuwab hein,
Azab hi azab hein,
Chaman ko pihr bahaar do,
Mera watan sawar do,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do,
Saji hai afrat afreeon ka jalaron se masnadein,
Ka kuch usul e sultanat na ikhtiar ki hadein,
Nizam sub ulat gaya ghubaar se jo utt gaya,
Woh a-ina nikhar do,
Mera watan sawar do,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do,
Kisi ki kamtari ko izzat o waqaar ka nasha,
Kisi ko zor zar kisi ko ikhtidar ka nasha,
Nashe mein kuch tammaam hai,
Nashe to sub haram hai,
Yeh sub nashe utaar do,
Mera watan sawar do,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do,
Harm ko jaye'n gi'n Agar,
Yeh rah Guzar to Jaoon ga,
Na ji saka,
To haq ke raaste mein Mar to Jaoon ga,
Khuda se jo kare Wafa,
Chale jo Su e Mustafa,
Mujhe woh Shehsawar do,
Mera watan sawar do,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do!
By Unknown
..................
Jihad jis ka naam hai,
Bahaduron ka jam hai,
Yeh jam zum karti ho,
Jio to bey dharrak jio,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do,
Zameen peh nahin qadam,
Hawa bhi haath mey nahin,
Guzarte waqt ka koi,
Sira bhi haath mey nahin,
Chalay hein pihr logh kidhar,
Pohonch na hai kahin Agar,
Un nafaraton ko piyar do,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do,
Chunay thay jis kadar Gulaab,
Woh khaar khaar ho gaye,
Bunay Thay Eisay jitney Khuwab,
Woh taar taar ho gaye,
Gulab hein na khuwab hein,
Azab hi azab hein,
Chaman ko pihr bahaar do,
Mera watan sawar do,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do,
Saji hai afrat afreeon ka jalaron se masnadein,
Ka kuch usul e sultanat na ikhtiar ki hadein,
Nizam sub ulat gaya ghubaar se jo utt gaya,
Woh a-ina nikhar do,
Mera watan sawar do,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do,
Kisi ki kamtari ko izzat o waqaar ka nasha,
Kisi ko zor zar kisi ko ikhtidar ka nasha,
Nashe mein kuch tammaam hai,
Nashe to sub haram hai,
Yeh sub nashe utaar do,
Mera watan sawar do,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do,
Harm ko jaye'n gi'n Agar,
Yeh rah Guzar to Jaoon ga,
Na ji saka,
To haq ke raaste mein Mar to Jaoon ga,
Khuda se jo kare Wafa,
Chale jo Su e Mustafa,
Mujhe woh Shehsawar do,
Mera watan sawar do,
Yeh dil yeh jaan waar do,
Mera watan sawar do!