PDA

View Full Version : Don't Say U R Not Important

beyond_vision
09-24-2012, 12:06 AM
Don't say you're not important
..............................

Don't say you're not important,
It simply isn't true.
The fact that you were born,
Is proof, God has a plan for you.
The path may seem unclear right now,
But one day you will see,
That all that came before,
Was truly meant to be.
God wrote the book that is your life,
that's all you need to know.
Each day that you are living,
Was written long ago.
God only writes best sellers,
So be proud of who you are.
Your character is important,
In this book, you are the "Star."
Enjoy the novel as it reads,
It will stand throughout the ages.
Savor each chapter as you go,
Taking time to turn the pages

Author: Unknown

Stollen Heart
09-24-2012, 12:44 AM
Not agreed some part of the faith.

beyond_vision
09-24-2012, 12:49 AM
Not agreed some part of the faith.

Jee main Kuch samjhi nahi? Kis part se aap Mutaffiq nahi hain?

Stollen Heart
09-24-2012, 12:55 AM
Jee main Kuch samjhi nahi? Kis part se aap Mutaffiq nahi hain?

God wrote the book that is your life,
that's all you need to know.
Each day that you are living,
Was written long ago.
God only writes best sellers,
So be proud of who you are.
Your character is important,
In this book, you are the "Star."

beyond_vision
09-24-2012, 12:59 AM
God wrote the book that is your life,
that's all you need to know.
Each day that you are living,
Was written long ago.
God only writes best sellers,
So be proud of who you are.
Your character is important,
In this book, you are the "Star."

Is main kis Hissay se aap Mutaffiq nahi hain?
Kiya hamari zindagi aik Kitaab ki manind nahi hay? Jis main jaise jaise hum waqt guzartay jaate hain, naye safhay jurte jaatay hain. Kiya hamain wohi nahi milta jo hamari kismat main hota hay? So kiya hamain Khuda ki raza main Khush nahi rehna chahye? Jo hamari kismat main hay us par kana'at anhi karni chhaiye? Is baat par prud nahi karna chhaiye?

Stollen Heart
09-24-2012, 01:20 AM

Me jo faith kerta hon wo yeh keh just 5 things hen jo Allah ne kisi insaan ke ikhteyar men nhi di hen, in men just Allah ka hi ikhteyar hey, baaqi jitti bhi things hen in men Allah ne insaan ko thora thora ikhteyar de diya hey, Ur isi ikhteyar ki base pe hum ko saza ja jaza milegi,

Ager hum believe ker len keh hum to wohi kuch ker rhe jo Allah ne likh rakha hey eik book men to phir saza ur jaza ka tasawer khatam ho jata hey, Ur hum asaani se keh skte hen keh hum ko to koi ikhteyar hi nhi diya Allah ne phir hum ko saza ur jaza kis baat ki,

So me u se yeh nhi kehta keh u bhi me se agree kro,

(‘“*JiĢäR*”’)
09-24-2012, 09:12 AM
Very Nice

beyond_vision
09-25-2012, 08:20 AM

Hmmm, I agree with u to some extent. Jahan tak baat destiny ya kismat ki hay to mere khayal main Kismat do tarah ki hoti hay. Aik woh jo hamaray bas main nahi hoti jaise K moat, Paidaish, etc jab k Doosri woh Kismat jo hamaray bas main hoti hay lekin yahan par yeh argument bhi ho sakta hay K Hum karte wohi hain jo kismat main likha hota hay Magar Khuda hamain intention ya "Niyat" Ki Buniyaad par judge karta hay. Matlab farz karain Agar main doc ban na chahti hoon magar yeh meri kismat main nahi lika tou main chahe Jitna bhi parh loon kuch na kuch aisa zaroor hoga K main us field main nahi jaa paon gi. Lekin Kiun K main ne mehnat ki thi tou uska ajar mujhe mile ga K doc na sahi main for ex lawyer ban jaon gi.
I don't know agar aap mera point samajh paar rahay hain ya nahi.
what I'm saying is K aisa Mumkin hay K Hum wohi kar rahe hon Jo kismat ya Kitaab main likha hay lekin waisa amal hi is liay kar rahe hain kiun k woh likha hay aur woh waise hi hoga jaise likha hay lekin hamain Niyat ki Buniyaad par judge kiya ajye ga.
Yeh kaafi philosophical point hay. Let me know agar yeh baat clear na ho! :)

beyond_vision
09-25-2012, 08:21 AM
Thanks Jigar for liking the Sharing! :)

MASOOM GIRL
09-25-2012, 09:21 PM
NiC3...

life
09-25-2012, 10:33 PM
nice.....

beyond_vision
09-26-2012, 08:49 AM
Thanks Life for liking the Poem! :)

Polar Bear
09-26-2012, 08:56 AM
Its Nice ~ Thank You vision.

I hv read all above comments n arguments , nice job guys.

My Belief "Knowlwdge through discussion"

beyond_vision
09-26-2012, 09:04 AM
Its Nice ~ Thank You vision.

I hv read all above comments n arguments , nice job guys.

My Belief "Knowlwdge through discussion"

Pleasure is all mine! :)

and I completly agree to your Belief. There can't be any two opinions about that! The process of Knowledge can only be attained through constant discussion! :)

Polar Bear
09-26-2012, 09:06 AM
Cent Percent Agreed :)

life
09-29-2012, 11:01 PM
Very Nice

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.