NaDaN hAsEEnA
09-20-2012, 07:30 AM
Mohabbat k safar mein jab wafa ka silsla likha,
.
To tujh ko apni hasti ka akaila aashna likha,
.
Zamany ki adawat ne kaafir tak kaha mujh ko,
.
Phir bhi meri chahat ne tujhy sab se juda likha,
.
Meray jazbon ki taakat ko koi b samjh na paya,
.
Kisi ne ibtada likha, kisi ne inteha likha,
.
Teri hasti qayamat thi ya koi sehar tha tujh mein,
.
K khud takdeer ne tujh ko dua ka moujaza likha,
.
Meri dharken ki bandish pe zamany k maseeha ney
.
Mohabat ko gham likha, tujhe uss ki dawa likha,
.
Mujhy ye fakhar hai k main tujhy tehreer krta hoon,
isi khatir tujhy pal pal apna hum nawa
likha. . .