NaDaN hAsEEnA
09-19-2012, 03:31 PM
~Hr bar zakhm-e-judai na diya kr,
~AGr mera nhi to mujko dekhai na diya kr,
~Sach jhoot teri aankh se ho jata hay zahir,
~Qasmein na utha itni safai na diya ker,
~Maloom hay tu rehta hay mujh se gurezaan,
~Pas aa k muhabbat ki duhai na diya ker,
~Taufiq nahi Ager tujh ko wada nibhanay ki,
~Auron ko bhi tu dars-e-bhalai na diya ker,
~Urr jayen to phir lot k kab aatay hain...,
~Her baar parindon ko rehai na diya kar