Awara Badal
09-19-2012, 03:14 PM
Talism-E-Ishq tha Sab, Us ke Saath hone tak
Khayal-E-Dard na Aaya Nijaat hone tak
Mila tha Hijaar ke Raastey main Subah ke Manind
Bichar Gaya tha Musafir se Raat Hone tak
Ajeeb Rang Badalti Hai Us ke Nagri be
Haar ik Nehar ko dekha Faraat hone tak
Woh iss Kamaal se Khailta tha Ishq ke Baazi
Main apni Fatah Samajhta tha Maat hone tak
Main Usko Bhoolna Chahoon tu kya Karoon
Woh Mujh Main Zinda hai Khud Mere Zaat Hone Tak