Awara Badal
09-19-2012, 02:48 PM
Ye pehle hijr ka qissa hai
Jo aaj k din ki baat nhi
Kuch umar b thi dewano c
Kuch chaal b thi mstano c
Hathon me phool sajate they
Saj dhajj kr ghr sy jate thy
Kb itne sidhe saadhe they
Us waqt tu hm shehzade they
Phir ek chehra bha sa gya
Nzdeek vo dil k a sa gya
Phir vo tha or baten us ki
Din sb us k raaten us ki
Phir aisa bichhra mila nhi
Is dil ka phool phir khila nhi
Phir us k baad jo log mile
Is dil ko jitne rog mile
Hr saans usi k naam rahi
Har SHAM usi ki SHAM rahi
Ye pehle hijr ka qissa hai
Jo aaj b hm pe tari hai
Ye hijr abi tk jari hai.
Jo aaj k din ki baat nhi
Kuch umar b thi dewano c
Kuch chaal b thi mstano c
Hathon me phool sajate they
Saj dhajj kr ghr sy jate thy
Kb itne sidhe saadhe they
Us waqt tu hm shehzade they
Phir ek chehra bha sa gya
Nzdeek vo dil k a sa gya
Phir vo tha or baten us ki
Din sb us k raaten us ki
Phir aisa bichhra mila nhi
Is dil ka phool phir khila nhi
Phir us k baad jo log mile
Is dil ko jitne rog mile
Hr saans usi k naam rahi
Har SHAM usi ki SHAM rahi
Ye pehle hijr ka qissa hai
Jo aaj b hm pe tari hai
Ye hijr abi tk jari hai.